BISMILLAH HIR RAHMAN NIR RAHEEM

Para   26
Lesson Surah Name Ayah Reference Material
261 Al-Ahqaf 1-20

Related Ayah

Self Assessment ( ref ayah # 15):

Hamara sulook walidain aur khususan walidah kay saath kiya hay

  •  Kiya hum waqai Qur'an kay is hukm per 'amal ker rahay hain.
 
262 " 21-35 Related Ayah 21 - 28

Related Ayah 29 - 35

263

Muhammad

1-19

Related Ayah 1 - 4

Related Ayah 5 - 19

Self Assessment ( ref ayah # 9):

1.       Qur'an kay kisi aik hukm ya sara Qur'an parh ya sun ker mera dil tung tau nahi hota?

2.       Jab bhi may koe kaam kertee hoon tau is kaam ki bunyad kiya hote hay, Kiya may soochtee hoon kay wo jaiz hay ya na jaiz ya sirf dil chahta hay tau ker laytee hoon. 

Reading ( ref ayah # 12):

  • Book: Adaab-e-Zindagi ( Khanay peenay kay adaab), by Yusuf Islahi.Jaiza bhi lain kay hum in may say koe aisa kaam ker rahay jo nahi kerna   chahiya ya nahi ker rahay jo kerna chahiya.

Reading ( ref ayah # 18)

Book: Alamaat-e-Qiyamat ka Bayan ( nishaniyaan), by Iqbal Kilani.

 

264 " 20-38 Related Ayah

Self Assessment ( ref ayah # 20 ):

  • Allah ka koe hukm sun ker jo hamain mushkil lagta ho ya hamaree marzi kay khilaf ho ya hamara dil na chahta ho tau hamara tarz-e-'amal kiya hota hay.
  • Wo kon say kaam hain jis say insaan kay a'maal zaya honay say bach jatay hain.

Memorize ( ref ayah # 20):

  • Book: Qur'ani aur masnoon duain, masnoon dua # 6 page # 26 ( Allahumma A'inne ghamaratil maute.......)

Practical:

  • Wo kiya kiya cheezain hain jo naikiyoon ko barbaad kertee hay.

 

265

Al-Fath

1-17

Related Ayah

Reading:

 Book Tajalliyat-e-Nabowvat:

  • Umra e Hudaibiah, pg 251

Self Assessment:

Deen kay liya jo commitment insaan kerta hay wo kiyun nahi nabhata? Kiya cheezain rokawat bantee hain.

 

266 " 18-29 Related Ayah

Audio cassette :

               Rasool (saw) kay saathi

Reading :

1.        Book: Tajalliyat-e-Nabowvat ( Ghazwa -e- Khaibar ), pg # 279 ( ref ayah # 19)

2.        Book: Peghambar-e-Inqilaab ( Ashaab -e- Rasool saw) , pg # 182

Self Assessment:

  • Hamaray diloon may kiya hay? Ikhlaas , Sachai, Taqwa  ya zaban per kuch aur dil may kuch.

Practical:

  • Agar hum duniya aur akhirat may kamiyaab hona chahtay hain tau is FATH-E-MUBEEN kay liya hamaray under kin sifaat ka hona zaroori hay.

 

267 Al-Hujurat 1-10 Related Ayah 1 - 8

Related Ayah 9 - 10

268 " 11-18 Related Ayah 11

Related Ayah 12 - 18

269

Qaf

1-19

Related Ayah
270 " 20-45 Related Ayah
271 Adh-Dhariyat 1-60 Related Ayah

List of  Juz' (Paras)

alhudapk.com