BISMILLAH HIR RAHMAN NIR RAHEEM

Para   29
Lesson Surah Name Ayah Reference Material
291

Al-Mulk

1-30

Related Ayah

Listening:

Suno tau sahee

1.       Allah mera Rab

2.       Surah Al Mulk (tarjumah aur tafseer cassette)

3.       Aao jhuk jain

  • Qaari Ajmi ki awaz may Surah Al Mulk sunain

Self Assessment: 

Jaiza kay may nay apnay dil may kis cheez ki attraction ko rakha howa hay.

1.       Meree soochoon  ka markaz kiya cheezain hain

2.       Kiya meray dil ki soochain, kayfiyaat shukr guzaari per mabni hain

3.       mera dil kin soocoon may munhamik rahta hay

292

Al-Qalam

 1-52

Related Ayah

Memorize:

Book: Husn-e-Akhlaaq, dua (Wahdanee li ahsaanil akhlaaq........)

Practical:

Zaban kay iste'maal may ihteyaat , Apnee guftugo say bay ma'nee, lagv alfaaz ko khatum ker dain.

293

Al-Haaqqah

1-52

Related Ayah

Self Assessment:

Kiya hamaray a'amaal aisay hain kay kisi ko dekha sakain ( ref ayah # 19 , Al Haaqqah)

294

Al-Ma'arij

 1-44 Related Ayah
295

Nuh

1-28

Related Ayah

Memorize:

Book: Wa Iyyaka Nastaeen , page # 12, dua # 17 ( Syed ul Istaghfaar)

Reading:

Book: Azaab e Qabar ka bayan. ( read ahadith)

296

Al-Jinn

1-28

Related Ayah

Self Assessment ( Al Jinn, ref ayah # 28):

Aaj kay din may in alfaaz ( WA AHSAA KULLA SHAI'IN ADADAA)  ko soochain jab aap koe kaam ker rahay hoon ya kaheen say guzar rahay hoon, Allah ( swt) ki Qadrat, azmat aur baraee kiya cheez hay mahsoos karain

297

Al-Muzzammil

1-20

Related Ayah

Memorize ( ref Ayah # 5):

Book: Qur'aani aur masnoon duain page # 42, dua # 44
298

Al-Muddassir

 1-56 Related Ayah
299

Al -Qiyamah

1-40

Related Ayah

Listening ( ref ayah # 13 , Al Qiyamah):

Kiya agay bhaja kiya peechay chora

300

Al-Insaan

1-31

Related Ayah

Reading:

Book: Minhaj Al Muslim , page # 710 ( nazar ka bayan)

Memorize:

Book: Qur'aani aur masnoon duain , masnoon dua # 30, pg # 34 ( Allahumma Inni As'aluka minal Khaire Kullihi 'Ajilihi wa Aajilihi..............)

Practical ( ref Ayah # 7, Al Insaan):

Naki kay kaam kernay ki tadbeeroon kay taur per koe tareeqay soochain kay hum kuch na kuch zindagi may ker sakain aur ker jaain

301

Al-Mursalaat

1-50 Related Ayah

List of  Juz' (Paras)

alhudapk.com